Aaj vibhinn dharmo ke bich samvaad ki jo baat kahi jati hai wah bharat mein ek puratan parampara rahi hai. Aur yeh koi ektarfa amal nahi tha, balki ek-dusre ko samjhne ka dotarfa amal tha. Bahudharmi samvaad ki is dirgh parampara ne vartaman kaal mein aur bhi vyapakta apnai hai aur yeh samvaad aaj dharmik rehnumaon ke dayre se nikalkar jansaadharan tak pahunch raha hai. Is pustak mein sanklit 17 lekhon mein paramparagat islami shiksha aur aadhunik shiksha ke paida kiye hue jehan aur drishtikon shaamil hain, jiski buniyaad par yaha islam ki vishwa drishti, manav aur manav-jeevan ki islami kalpana aur islami naitikta ko samajhne evam samjhaane ke vibhinn andaz ek sath jama karne ki koshish ki gai hai. Yeh koshish bhi ki gai hai ki ki pichli ek sadi mein faili hui islami aur islam se sambandhit vichardhara ka ek samuchit darpan banaya jae jisme vichaar evam chetna ke kai rang ek sath chamakte nazar aaen. Contents: Contents Aamukh: Najib Zanj Prakkathan: Akhtarul Wasey Aabhar: Akhtarul Wasey Islami Sabhyata Ki Mul-Bhavna: Khwaja Gulammusaiyaden Islam Ka Shanti Aur Ekta Ka Sandesh: Maulana Abduslaam Kidvai Dharmon Ke Bich Aapsi Sadbhav: Maulana Muhammad Taki Amini Gair Muslimon Se Sambandh, Islami Shikshaon Ki Roshni Mein: Khalid Sefullah Rehmani Vishw Ke Dharmon Mein Sadbhav Islami Drishtikon Se: Kaazi Jainul Aabidin Sajjad Islam Mein Manviya Shresthatha Aur Insan Dosti Ki Kalpana: Maulana Shah Muinuddhin Ahmad Nadvi Kya Islam Aadhunik Yug Ke Liye Upyukt Hai: Sayyad Hussain Nas Chishti Shikshayen Aur Aadhunik Yug Mein Unki Prasngikta: Nisar Ahmad Faruki Kurane Hakeem Ka Gyanatm... See more
Aaj vibhinn dharmo ke bich samvaad ki jo baat kahi jati hai wah bharat mein ek puratan parampara rahi hai. Aur yeh koi ektarfa amal nahi tha, balki ek-dusre ko samjhne ka dotarfa amal tha. Bahudharmi samvaad ki is dirgh parampara ne vartaman kaal mein aur bhi vyapakta apnai hai aur yeh samvaad aaj dharmik rehnumaon ke dayre se nikalkar jansaadharan tak pahunch raha hai. Is pustak mein sanklit 17 lekhon mein paramparagat islami shiksha aur aadhunik shiksha ke paida kiye hue jehan aur drishtikon shaamil hain, jiski buniyaad par yaha islam ki vishwa drishti, manav aur manav-jeevan ki islami kalpana aur islami naitikta ko samajhne evam samjhaane ke vibhinn andaz ek sath jama karne ki koshish ki gai hai. Yeh koshish bhi ki gai hai ki ki pichli ek sadi mein faili hui islami aur islam se sambandhit vichardhara ka ek samuchit darpan banaya jae jisme vichaar evam chetna ke kai rang ek sath chamakte nazar aaen. Contents: Contents Aamukh: Najib Zanj Prakkathan: Akhtarul Wasey Aabhar: Akhtarul Wasey Islami Sabhyata Ki Mul-Bhavna: Khwaja Gulammusaiyaden Islam Ka Shanti Aur Ekta Ka Sandesh: Maulana Abduslaam Kidvai Dharmon Ke Bich Aapsi Sadbhav: Maulana Muhammad Taki Amini Gair Muslimon Se Sambandh, Islami Shikshaon Ki Roshni Mein: Khalid Sefullah Rehmani Vishw Ke Dharmon Mein Sadbhav Islami Drishtikon Se: Kaazi Jainul Aabidin Sajjad Islam Mein Manviya Shresthatha Aur Insan Dosti Ki Kalpana: Maulana Shah Muinuddhin Ahmad Nadvi Kya Islam Aadhunik Yug Ke Liye Upyukt Hai: Sayyad Hussain Nas Chishti Shikshayen Aur Aadhunik Yug Mein Unki Prasngikta: Nisar Ahmad Faruki Kurane Hakeem Ka Gyanatmak Aur Vaicharik Pehloo: Maulana Shams Tabrez Khan Islam Ke Madhyakaal Mein Science Aur Technology Ki Pragati: Pro. Sayyad Makbool Ahmad Bhartiya Musalmaan Nai Shastrabadi Ke Mod Par: Rafik Jakriya 21veen Sadi Mein Islami Drishtikon: Akhtarul Wasey Islam - Shanti Aur Sadbhav Ka Dharma: Khwaja Gulammusaiyyadden Kuraan Majeed Aur Science Gyan: Altaf Ahmad Aazmi Islam Mein Vivah-Sanskaar Ka Mahatv: